21 Comments

  1. Didi tree ka naam Sevan hai sevan ke fal ko khaya jata hai vah To nahin pata hai per hamare gaon mein is ped ko bahut Shubh Mana jata hai is ped ko log Apne Ghar per ugate hain aur Mana jata hai ki isko lagane se Ghar mein Lakshmi aati hai

  2. ❤️ isko Amre bolate Hain iska aam ki tarah Achar banaya jata hai Delhi mein chhole bhature ke sath Amre ka Achar bahut milta Hai

Pin