Ma seed se plants grow karti hu us k bad just 2 leaves nikalti ha pir agy grow ni karty or usi ko ma repoting kar du to sary palnts mar jaty ha or ye jhot ha k plants aik week me repoting kar sakty ha q k mery plants 2 2 week k bad b grow ni karty just 2 leaves hi rehty hain
Hamare guava plant ko lagaie hue 1 month ho gya ha growth nahi kar raha ha q ore patte main kali nashan ha ore patte insects kha jate ha please help me 😢😢
41 Comments
You are simply awesome sir
Bhaiya ji aap se video ke alawa bat kese ho sakti hai
Bhai apka bat sunke bilkul baby jaisa feel Kiya hm ne😂
Jab paudhe per kide Lag Jaaye to kya karna chahie Kale
Heldi ka spera bhi ker sakte hai
D A P fertilizer achha raheta hai kya? Vo dene ke bad mere plant me kliya aayi.
गुलाब के पौधे मैं पानो मैं सफेद fungas है क्या करे
Thank u for advice
તરબૂચ રૂપા ટ્રીક
सर
मेरा एक संतरे का पेस है जो बाद नहीं था है
आप इसका इलाज बताइए ताकि बड़े और मेरा पेड़ तंदुरुस्त रहे please
Bhaiya money plant mei konsa fertilizer de
Rose plant ki patiyo per keda lag gaya hai kya ker or saari patiya yellow ho gayi
Bhai yah saara flower kay plant par work Karega….
Humic acid ka kya kam haii
Mera paan ka paudha almost marne wala hai please help me with feedback
Bonemeal ka replacement….kya h…
Mere hibiscus plant ka patti murjha hua h , kya karu
Ma seed se plants grow karti hu us k bad just 2 leaves nikalti ha pir agy grow ni karty or usi ko ma repoting kar du to sary palnts mar jaty ha or ye jhot ha k plants aik week me repoting kar sakty ha q k mery plants 2 2 week k bad b grow ni karty just 2 leaves hi rehty hain
Maine bel ke plant ko report kiya tha lekin ab uski leaves sukh rhi hai please tell me what I should do now??
Bhaiya hamare nimbu k podhe par flower to bahut aa rahe h par chhote chhote nimbu ban k gir ja rahe h kya kare kuch bataiye
Gulab me phool nhi aata hai kya kare
Mere aprajita ke patte mud jarhe hai or peele v ho ja rhe hai kya kru
Hamare guava plant ko lagaie hue 1 month ho gya ha growth nahi kar raha ha q ore patte main kali nashan ha ore patte insects kha jate ha please help me 😢😢
Leaves mud rh aur sukh rh h
in चोचले मे time bhaout lagta ha
Soil me kide or eartworms aarahe hai
Kya Kare??
Mera arhul ka patta pila hokar gira rha h kya kre 😢😢
Hibiscus ko flowering nahi ho rahi
Kitna kitna dena hai yeh bhi to batao
Sir ap seeds kha se buy karte ho F1 quality ke
March end me upalenka pani de skte hai 35 degree ke ass pas temperature hai
Carry leave grow nhi kar raha Kya karu
Mne kuch din phle hi palm ka plant or ek fende ka plant lgta dono hi grow nhi kr rhe kya kru
Sry glt typ ho gya h paam or genda lgya h plz bto kya kru
Kide lag rahe hain kya kya spry karo 🙏
Bhai 15din ho gaya desi gulab Ko gamle main lagaya ab patte uske Sukh se rahe hai please upaye 😢
Bhaiya mere arika palm ke patte bahut kharab ho rahe h .usko multiple devide karne ke baad
My hibiscus tree in pot hasn't started flowering ?
Hamare paan ki bel par leaves bahut chote chote aarahe hain n outward curls k sath edges dry horahe hain kya kare sir jisse leaves bade ayen
Parijat ke puodhe me ful nahi aa rahe hai 😭🙏🙏🙏bataye
Very nice information