I Wanted to Steal This Plant… But Did This Instead 😅🌸

Ye bottle brush plant itna sundar tha ki dil kar raha tha cutting le lu 😅

Par being a gardener, pata hai kitni mehnat lagti hai plants grow karne mein.
Isliye chori nahi ki… seed pods le aayi 🌿

Ab dekhte hain ye grow hote hain ya nahi.

#gardening #bottlebrush #plantlover #plantcaretips #freeplants #youtubeshorts #shortsfeed #terracegarden #gardeningideas #gardeningtips

30 Comments

  1. Mujhe ye baat achhi lagi ki apne chori nahi ki. Maine kai youtubers dekhe hai jo bolte hai ki greenery failane ke liye ki gai chori mei burai nahi hai. Galat. Chori ke pechhe ka intention jo bhi ho wo galat hi hai.

  2. पर हुआ कि नहीं ये बताना मैं पागल हो जाती ये पेड़ को देखके मै भी चोरी करूंगी।😊

  3. Cutting lena chahiye tha kyunki woh bada tha agar chota hota mein bhi yahi kehti ki cutting nahi leni chahiye thi, aur agr cutting chori krne se dusri life tayar hone wali thi jiski sakt jaroorat hai aj ke time pe toh woh chori krna paap nahi tha♥️

  4. But mujhe lagta h ye ese nhi grow karega kyuki hamare ghar per h but uske seeds se koi new plants hamne Aaj tk nhi dekha

  5. Cutting, ped chori kar new plant grow kar rahe hai ,yaha aunties daily phool churati hai ,chori to chori hota 😂😂seed bhi churana ,chori hota ,agar aap puch ke lete to chori nahi hota😂😂😂kya gyan dete ho

  6. Cutting lo ya seed lo, plant ki chori positive chori hai, giving new life, contributing to greenery is not bad ryt, we human don't owe plants or trees.

Pin