►Read my Gardening Articles https://growmegrow.com/
► Our Online Store:https://www.daraz.pk/shop/kg
►instagram https://www.instagram.com/greatizhar
کیا سردی کے دنوں میں گلاب کو کھاد دے سکتے ہیں | क्या आप सर्दियों में गुलाब को निषेचित कर सकते हैं |
#KitchenGardening #Urdu #Hindi

29 Comments

  1. Assalamualaikum Izhar Bhai, Hamare paas 4 roses hai.
    3 English aur 1 Desi Rose.
    English roses flowering karrahe hai.
    Desi Rose flowering nahi karraha hai, koi solution hai kya?
    Kya iski pruning kardu?

  2. میرا لیموں کا پودا فلاورنگ کر رہا ہے ۔اسکے پتے پیلے ہو کر مڑ رہے ہیں ۔نیم آئل اور ہائڈروجن سپرے کیے ہیں کافی ہیں

  3. Mashallah aapke Gulab bahut healthy aur mashallah cal yah bhi a rahi hain .. mera ek hi Gulab ka paudha hai uske bhi patte Peele ho rahe hain aur uske leaves gir rahe hain Peele ho ho kar what can I do

  4. Mary rose plants ka leavs par bohet sundyn lag jati han or wo pury paton ko kha jaty han Uk ke sardy ma podon ko kasy buchy khase tor par jead plants ko

  5. Oxm me shoooro se ap ko dek raha hn sir muje ap se bhot kuch sekne ko mela or bhot knowledge wale video hote he such me love ❤ u 😘🤟❤

  6. W Assalam masha Allah beautiful 😍 🤩 👌🏻 💖 ✨️ 💕 😍 nice information shukar hy mn kal hi karne wali thi apne piyare desi rose 🌹 ki cutting boht bare dukh se Bach gai video ho to aysi Jo apno ko mushkil or dukh se bacha ley thank u so much to share ur experience with us 👍 👌🏻 💖 😊 😘 😄

  7. Mera pichly saal ka gulab hai. Us mein new leaves aa rahy hain per flowering nhi kr rha. Kya wajah ho skti hy?

  8. Main Chahta Hun Ki aapane Jo Apne thumbnail per please ka photo rakha hai vah hatakar aapka Apna ek photo aapane Thode Din pahle Rakha tha vah Rakh Den vah bahut Achcha photo lag raha tha aur Chilli wali photo se jo lag Nahin Raha ke hamara kitchen gardening channel yah

Write A Comment

Pin