#Bumper harvesting& gardening tips for beginners
#Indianterracegardeningart
#howwedocontainergardening
#howwedoterracegardening
#chhatparkaiseugayensbjiyan

30 Comments

  1. Mam Main Mera aloevera Bhar Nahin Raha uske liye Kya Karen chameli ke plant Mein Phool Nahin Khilte Rahe growth bahut kar raha hai aur Gulab ke gamle mein

  2. Gamle Mein Nimbu ka plant to Laga Liya Hai grow Nahin ho raha aur fal bhi nahin a Rahe uske liye kya karna padega aur Hamari noniya vah bhi padh Nahin Rahi uske liye kya karna padega Sukh Jaati Hai

  3. Mam aap ki bahut acchi lag rahi hai Chhat per bahut Khubsurat lagta hai ab bahut Achcha batati hai

  4. मेरे बैगन का पौघा में बैगन तो आ रहे है पर पत्ते मुरझाने लगे हैं। क्या उपाय करुँ? 🙏

  5. Mam namaskar ,mere nimboo mein koi flower aur fruits nahi aa rahe 2 years ke ho gaye ,aur anar mein flowering hokar nikal jaate hain

  6. Last year se aapko dekh kar hi start kiya tha aur chl rha hai per thand me mane sabji ni li per germiyo me kum hoti hai shimla mirch bhi lgi brinjal bhot lgte hai locky 2/3 hi lgthi hai thanku mam 🙏

  7. Madam . I am from Bangalore and follow your videos. Thank you so.much, I find them very helpful. What is the solution for fruit flies.please advise

  8. Mast harvesting,mere pass to n zameen hai n balcony bus 2 windows hai unki grill per hi mai apna shok poora kar leti hu, bahot khushi milti hai usme bhi

  9. Jai Mata Di 🙏💐 बहुत सुंदर 🤗 बीज मेरे लिए पार्सल कर देना

  10. सही बात है मेडम बांटने का एक अलग ही मजा आता है
    नीबू के पेड़ से बारह महीने फल लेने के लिए क्या करें 👌👌👌

  11. नमस्कार माम
    मैंने आज तक कुंदरू नहीं लगाया
    पर मेरे गमले मे
    आठ दस बेले निकली है

  12. Mem mujhe aap se kundaru ki stem chahiye aap garden dekhe bina mai rah nhi pati Hu aap ko dekh kar maine bhi garden lgaya hai mai kanpur se hu

Write A Comment

Pin