#indianterracegardeningart #kitchingarden #garden #homegarden #containergarden

itgaconnect@gmamy email IDil.com

my second blog

my second chenal link
https://youtube.com/channel/UCN7bKBYZqtJC0ufbEw9BPEA

my grow bags link
https://amzn.to/3Qz0viQ#paid link# Amazon Associates

link of playlist my free gardning classes

41 Comments

  1. Ma'm bhopal mein abhi kya temperatures hai,chandigarh mein ton abhi garmi hai,jo beez dalte hain sarh jate hai

  2. Mam apne chhote container me mooli k bahut sare lagaye hai to kya ap transplant karnegw mooli ko pls reply??

  3. मैम मेरा सारा का सारा कद्दू , तोरई और लौकी का फल लुखी खा लेती है जो आम के पेड़ पे होता है जिसे लोग गिलहरी के नाम से भाई जानते है मैं ने वो सब कुछ किया जो एक खाद की दुकान वाला हमको बताया पर फिर भी मेरा सारा का सारा फल खा लेता है मैं क्या करी आप जरुर बताए

  4. Hello mam namaste🙏
    Aap ki awaaz sunker aacha lag raha h. Ha to mai aapani khushi share kerti hu.. Maine 20 to raise more then 40 karela 5 kheera so many long beens harvest ki h aur 2 kaddu lage h lauki ab badi ho rahi h karela abhi bhi nikal rahe h. Yaha is samay lagatar barish ho rahi . Winter ki vegtablt ki tayari nahi ho pa rahi h… PHali bar itana safal hone per bahut khush hu.. Is safalta me aap ka sahayog bharpoor raha h. ….

  5. गिलहरी से अपने पोधो को कायसे बचाएं प्लीज़ बताए

  6. मैम आपके अनुभवों से सीख कर मैं भी बागवानी कर रही हूं किचन वेस्ट से कम्पोस्टिंग भी करती हूं
    पर छत बिल्कुल भी व्यवस्थित नहीं लगती है आप बागवानी उपयोगी सामान कैसे ऑर्गेनाइज करती हैं कृपया एक बार जरूर बताएं

  7. Abhi to garmi ki sabji nhi lgegi na Loki turayi kheera etc aap peas ko ugane ki video bhi Dale koi jrur

  8. Namaskar Mamata ji kya hum keval plant leaves, kitchen waste aur gobar khad me sabji ugha sakhte he binna mitti ke, Mene Laga to di he 1 lauki bhi milli mujhe per bakki sabhi choti choti lauki aati he Magar kharab ho jati he, Bhindi me koi takhlif nahi hui vo achhi aayi.

  9. Namste Mamta ji ! Mein aapki bahut bafi fan hoon, apni chhat per meine bhi vegetable lgai hai.aapke vedio kai kai baar dekhti hoon our woh mere liye helpful bhihote hai. Thank you

  10. Mamta ji kuchh din pahle aapke ghar hue hadse ke baare mei pta chala , bahut dukh hua.mera man toh aapse parsnaly milne ka tha per mujhe pta nhi tha ki aap bhopal mei kahan ho.

  11. Mamta ji namste, mein bhi bhopal mein hi hoon.raisen road per rahti hoon. Kya mein aapse mil sakti hoon?

Write A Comment

Pin