I Wanted to Steal This Plant… But Did This Instead 😅🌸
Ye bottle brush plant itna sundar tha ki dil kar raha tha cutting le lu 😅
Par being a gardener, pata hai kitni mehnat lagti hai plants grow karne mein.
Isliye chori nahi ki… seed pods le aayi 🌿
Ab dekhte hain ye grow hote hain ya nahi.
#gardening #bottlebrush #plantlover #plantcaretips #freeplants #youtubeshorts #shortsfeed #terracegarden #gardeningideas #gardeningtips

30 Comments
Rose plant Update????????????
Make a video on results of these seeds
Mai to pura jahad hi ukhad ke legay ho ta
Humare colony ke har ek gate ke pas ye laga hua hai humare bhi gate ke ke bahar hai ❤
Mai sirf dono cheeje leke aa jata cutting bhi seed bhi
absolutely 💯 you should have taken cutting and it's not chori it's mother nature ❤
Wow kitna pyara plant h
Cu?
Mujhe ye baat achhi lagi ki apne chori nahi ki. Maine kai youtubers dekhe hai jo bolte hai ki greenery failane ke liye ki gai chori mei burai nahi hai. Galat. Chori ke pechhe ka intention jo bhi ho wo galat hi hai.
Dono
पर हुआ कि नहीं ये बताना मैं पागल हो जाती ये पेड़ को देखके मै भी चोरी करूंगी।😊
Main to pura plant he utha leta😊
I see that plant everywhere I don't care
Gujarat se dekh Raha hu ❤
Cutting lena chahiye tha kyunki woh bada tha agar chota hota mein bhi yahi kehti ki cutting nahi leni chahiye thi, aur agr cutting chori krne se dusri life tayar hone wali thi jiski sakt jaroorat hai aj ke time pe toh woh chori krna paap nahi tha♥️
Kulhari leka ata
Us property ko hi khared leta😂😂😂
I take seeds
But mujhe lagta h ye ese nhi grow karega kyuki hamare ghar per h but uske seeds se koi new plants hamne Aaj tk nhi dekha
Beautiful plant
Mein apke jagah hota toh tension palta hi nahi… photo dekh ke happy hojata
Main aapki jagah hoti to hamen shikshit cutting simple karna bahut mushkil hai isliye message nahi tthi
Mere ghar hai
Bottle brush❤
Didi oh mitti kaise mix kiya
Kiya kiya material tha
Cutting, ped chori kar new plant grow kar rahe hai ,yaha aunties daily phool churati hai ,chori to chori hota 😂😂seed bhi churana ,chori hota ,agar aap puch ke lete to chori nahi hota😂😂😂kya gyan dete ho
Cutting. Puch kr lelo. Chori krni hi kyu h..
Cutting chura lu?? Ye kaisa sawal hai cutting lene me koi pblm nhi thi
Cutting lo ya seed lo, plant ki chori positive chori hai, giving new life, contributing to greenery is not bad ryt, we human don't owe plants or trees.
Sead❤❤❤