47 Comments

  1. Pls pin brother
    Maine n dec mein lgaya hai 2 gulab ke paudhe mitti ke gmle mein aapki purani video Dekhkar❤❤❤

  2. Sir mene ek gulab ke paudha kharid kar layi thi usme ek phul bhi khila tha achhi growth keliye mene use cut kar di thi uske bad us paudhe ka sari pattia jhad gai au dubara nai pattiyan nikal kar ayi lekin kuchh din ke bad wo sab sukh gai ab koi bhi neyi growth nehi dikh raha me kya karu

  3. Bhai nursery se buy kiye rose plant 5-6 month me mar jate hai, our gulab ke poudhe marne se pahle new growth jo hoti hai usme wo gharab aati hai jaise blackish type ki leaves growth hoti hai………….kya kre.

  4. hello sir Maine akpe bhoot sare videos dekhe hai or mujhe aapke video ashe bhi lagte hai .. .. but sir meri aapse ik request hai ki aap desi or hybrids roses plant ke uper ik fully detail maain video bnaye .. ki uske cutting kese lagee,uske bimaariyan ka solution, die back dieasese ka solution etc…..etc.. please sir mere baat par gorr kre please sir please sir ……..🙏🙏🙏🙏🙏 meri is baat se agar koi semaht hai toh woh comment ko like kre ….

  5. अगर गमले में न लगा k गार्डन me जमीन me lgaya h to semi shade me kaise rakhe

  6. Mera gulab ka paudha bas lamba hi lamba ho rha hai pr koi flower nhi de rha hai to kya karna chahiye ??
    Usko trim kare ya rhene de please reply 😢

  7. Bhai maine lisianthus ka plant mangaya tha woh ghr par aane ke baad sukh gaya hai kya karna chahiye aur koi bhi plant sukh jata hai apka videos dekh kar karte hai but lagta hi nhi hai plant

  8. Bhai next time se aap purani chikani soil ko hath se mat hataiye. Sirf 15 se 20 minut pani me chod dijiye sab sari soil nikal jayegi 👍 roses mera fevorite plant hai and ab mere pass 40+ ka collection ho gaya 😊

  9. Bhai aesa kuch nhi hai ki ful kaatke hatana hai.. bs acchi aur saaf mitti honi chahiye.. yakin maano aur kisi v chij ki jarurat nhi parti.. ek brick lo, usko torke chote tukre bnao.. gamle me sabse niche ched karke usko rakh do.. fir upar se saaf aur halki gili mitti daalo aur saath me gap banake paudhe ko jar ke saath laga do.. subah-shaam halki halki paani do… Bs… Mere yahan main aese hi karta hoon.. acchi growth hoti h

  10. Bhiya flower cut krne k baad..mera rose plant.. branch pr se black ho jata hai..haldi bhi use Kiya..fangiside bhi use kiye..koi fayda nahi..koi solution btaye please

Pin